होता कभी न था

Jo jo guzar gaya hai wo socha kabhi n tha,
Jo aaj ho raha hai wo hota kabhi n tha,

Ye raaste hi mujhko dilate hain yaad sab, 
mazboot tha bahut dil, Rota kabhi n tha...
#उर्मिलामाधव

Comments

Popular posts from this blog

गरां दिल पे गुज़रा है गुज़रा ज़माना

kab chal paoge