आशियाँ हमारा

Rahi aarzoo ke hota koii hamzubaaN hamaaraa,

Hame raah bhi dikhaata koii hai kahaN hamara, 

Game izne guftgu se, jahan dar rahe hain ham sab,
WahaN kaise ham banaa len 
Koii aashiyaN hamaara,

यहीं इक क़फ़न में शामिल कई लोग हो गए थे,
तनहा सा अब खड़ा है यहीं आशियाँ हमारा,

Comments

Popular posts from this blog

गरां दिल पे गुज़रा है गुज़रा ज़माना

kab chal paoge