रात भर

तरही ग़ज़ल
-------------
एक चिलमन सरकती रही रात भर,
आँख रह-रह के तकती रही रात भर,

रात रानी की खुशबू में डूबा जिगर,
सांस जिससे महकती रही रात भर,

एक अन्देशा सताता रहा बस मुझे,
ये पलक जो फड़कती रही रात भर,

मेरी धड़कन ने मुझको परीशां रखा,
हद से ज़ादा धडकती रही...रात भर,

कोई आया-गया भी नहीं इस तरफ,
रूह किसकी भटकती रही रात भर.....
--------------------------------------------------
Ek chilman saraktii rahii raat bhar,
Aankh rah-rahke taktii rahii raat bhar,

Raat raanii kii khushboo main doobaa jigar,
Saans jisse mahaktii rahii raat bhar

Ek andeshaa sataataa rahaa raat bas mujhe,
Ye palak jo fadaktii rahii raat bhar,

Meri dhadkan ne mujhko pareeshaan rakhaa,
Had se zyadah dhadaktii rahii raat bhar,

Koii aayaa-gayaa bhii nahinn is taraf,
Rooh kiskii bhataktii rahii raat bhar......
उर्मिला माधव...
1.12.2014...

Comments

Popular posts from this blog

गरां दिल पे गुज़रा है गुज़रा ज़माना

kab chal paoge