ख़ाक की इज़्ज़त

Meri izzat hai,aapki izzat,
Ye hii kah-kah ke saaf kii izzat,

Hamne jab khaas hii sanbhaalaa ise,
Ahle duniyan ne kha'aq kii izzat,

Apna darza hii kuchh nahin thahraa,
Sabse aalaa thii sa'ab kii izzat,
उर्मिला माधव
14.4.2014

Comments

Popular posts from this blog

गरां दिल पे गुज़रा है गुज़रा ज़माना

kab chal paoge